http://www.archive.org/details/ZahmedGhazalGhalib/
Go main raha raheen e Sitam haye rozgar
Laikin tere khyal sey ghafil nahin raha
Ghazal by Asadullah Khan Ghailb
Friday, May 30, 2008
Wednesday, April 30, 2008
Monday, April 28, 2008
Sunday, April 27, 2008
Khabare e Tahayyer
Khabar-e-tahayyur-e-ishq sun na junuu.N rahaa na parii rahii
na to tuu rahaa na to mai.n rahaa, jo rahii so beKhabarii rahii
shaah-e-beKhudii ne ataa kiyaa mujhe ab libaas-e-barahanagii
na Khirad kii bakhiyaagarii rahii na junuu.N kii pardaadarii rahii
chalii simt-e-Gaib se ik havaa ki chaman zahuur kaa jal gayaa
magar ek shaaKh-e-nihaal-e-Gham jise dil kahe.n so harii
rahii nazar-e-taGaaful-e-yaar kaa gilaa kis zabaa.N so.n bayaa.N karuu.
N ki sharaab-e-sad-qadaah aarazuu Khum-e-dil me.n thii so bharii rahii
vo ajab gha.Dii thii mai.n jis gha.Dii liyaa dars-e-nusKhaa-e-ishq kaa
ki kitaab-e-aql kii taaq me.n jyuu.N dharii thii tyuu.n hii dharii rahii
tere josh-e-hairat-e-husn kaa asar is qadar so.n yahaa.
N huaa ki na aa_iine me.n rahii jilaa na parii kuu.N jalvaa-garii rahii
kiyaa Khaak aatish-e-ishq ne dil-e-benavaa-e-"Siraj" ko.n
na Khatar rahaa na hazar rahaa magar ek beKhatarii rahii
courtesy
http://www.urdupoetry.com/siraj01.html

Wednesday, April 23, 2008
Subscribe to:
Posts (Atom)